Custom Search

Sunday, May 11, 2008

Aata Hai Jab.....

Aata hai jab jab khayal aapka
main hawaon se poochhti hun haal aapka,
Besabr hai dil bechain hai dhadkan
kya yun hee hai dil betaab aapka?
Wadon par aapke hai aitbaar humein
ab in nazron ko hai besabri se intezar aapka.

No comments: